Kaho Naa... Pyaar Hai
Chand Sitare
chaand sitaare phuul aur khushbuu...
ye to saare puraane hain
taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hain are kaalii ghaTaa'en barkha saavan...
ye to sab afsaane hain
taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hain andaaz hain uske naye naye hai naya naya diiwaanaapan... pahanake taaj jawaanii ka hanske lauT gaya bachpan
giit gazal sab kal kii baaten...
uske naye taraane hain taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain
hai ruup men itna saadapan to kitna sundar hoga man...
bin gahane aur singaar bina voh to lagtii hai dulhan
Letras de cancioneskaajal bindiya kangan jhumke...
ye to guzare zamaane hain
taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain
chaand sitaare phuul aur khushbuu,
ye to saare puraane hain
taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain
kaalii ghaTaa'en barkha saavan
yeh to sab afsaane hain
taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain
From Letras Mania