Anandmurti Gurumaa

Aaj Shoonya Hai
Aaj shoonya hai sab aur Antar ki gehrayee main bahar ki tarai main Paththar ki thhosta main, sakshi ki hoshta main Akash ki neelta, jal ki sheelta Prithvi ki zareeta main meri kavita main Sawaal puchoon nahin jawab chahoon nahin Sab kuch thhehra hua hai man main akash sa Jangal sa sannata hai koi aata na jaata hai Man apne main samata na bandhu na bhrata hai From Letras Mania