Prayag

Daud
Main langoor, shaktimaan Main apni jhund ka mukhiya hoonMain langoor, budhimaan Main apni jhund ka mukhiya hoonInsaano ke baare mein par Ab bhi ek nausikhiya hoonRahoonga sheheron mein chupke chupaakeSeekhunga kaam saare bachke bachaakeDekhunga kaise yeh imaaratein banaateSeekhunga kaise yeh fasle ugaateMain laut aaunga, jo dekha bataungaJo seekh aaya kaam, sabko sikhaungaNa haare aisi hum bhi sena banayengeNa doobe aisa ek sheher, basaayengeKar ke dikhayengeMain langoor, shaktimaan Main apni jhund ka mukhiya hoonMain langoor, budhimaan Main apni jhund ka mukhiya hoonInsaano ke baare mein par Letras de cancionesAb bhi ek nausikhiya hoonNa pooch shehero mein dekha hai jo jaakeKya bolu laut aaya jaan main bachaakeHaan dekhe sabse, diwane is jahaan keHaan dang reh gaya mein, phat gayee yeh aankheinBataau kya main hai, nafraton ka raaj saaraBhookh, pyaas aur behaali ka hai nazaraHaan bhoolo sena, imaaraton ka saharaHaan is se behtar toh, van hai yeh saaraYeh Jungle humaara From Letras Mania